pratham meri ek Lal Kitab ki remedy lag raha hai galat ho gai hai jismein 43 days 500gram chawal 50 gram Mishri Safed kapde Mein bandhkar Jal Pravah karna tha use pura karne ke bad se 17 May se main kamar dard se bahut pidit hun aur main theek Nahin Ho Paya hun Sar aapke margdarshan ki avashyakta hai.
No comments available for this Kundli.